Mayi ka lal..

Wo bhi tha beta aek mayi ka.. Hamari tarah pala bada tha wo.. Mayi ke anchal ne sambhala usay.. Acha bura sab bataya usay.. Aek taraf tha beta aek Mayi ka.. Jo nikal pada tha Himalaye ko.. Dusri taraf tha beta aek Mayi ka.. Jo nikal pada tha Janat ko.. Aek tha meri Ma ka... Continue Reading →

Tanhaa Dil…

Tanha tanha ye rehta tha.. Dil dhadak dhadak ye kehta tha.. Log atay hi hai zindagi main wapis janay ke liye, Fir kyu wahi ye DIL unke liye rota tha.? Tanha tanha ye rehta tha.. Dil dhadak dhadak ye kehta tha.. Dukho ka samundar tha, dikha na kahi kinara, Pyar ki kashti main ab jana... Continue Reading →

Azaaaaaaddd…

Beragi main banjaraa.. Ghumta firta main awaraa.. Ab sab chod main befikra.. Ghumu main ye jaha saraa.. Kaid raha tha main maya main, Lobh tha chaya har kaya main.. Dundhla gaya tha nazara sara, Ab na mila koi chutkara.. Maya thi aek sundar nagri.. Na janay koi kidhar le jati.. Jo bhi dooba is chal... Continue Reading →

Zindagi ka safar..

Zanjeero ne jakda hamein.. Sar majboori main jhook gaye.. Rasto pe rukavat ayi.. Hum kahi pe ruk gaye.. Dhundlaya gaya tha jab tha rasta.. Tab laga andhera cha gaya.. Bhatak gaye thay jab hum beech rah.. Tab tha umeed se har gaya.. Ruka nahin.. Thaka nahin.. Sirf manzil ayi thi nazar.. Dara nahin.. Hata nahin..... Continue Reading →

Chitti na koi sandesh…

Chitti na koi sandesh, janay wo kaunsa desh.. Jaha tum chalay gaye… Kabhi yad kiya hota.. Fariyad kiya hota.. Kuch galti hui thi to.. Usay izhar kiya hota.. Kyu rus gaye ho tum, kyu bhool gaye ho tum.. Kya dosti thi itni kachi..!? Ki hamay chod diye ho tum..!! Shayad raha hoga hamara koi dosh,... Continue Reading →

Yadeein..

Kuch log atay hai is tarah.. Apni chap chod jatay hai har jagah.. Kehnay ko to atay hai sab kuch door tak hum-rahi banne.. Lekin jatay jatay chod jatay sirf yadeein har man main.. Zindagi main wo sath rahe na rahe har jagah.. Unki yadeein reh jati hamaray man main sada.. Kuch Khona hai aur kuch... Continue Reading →

Nari..

Shuru jisse hum.. Khatam bhi ushi ki gaud main.. Ye nari hai wahi, Jiske bina hum adhuray.. Aur sirf jiski sath se hum huay puray..!! Kabhi Maayee to kabhi behan to kabhi humsafar banke.. Choda na sath kabhi aur khadi hui sab kathi-naiyo ke samne datke..!! Dard sehan kar jo laye is duniya main hamay..... Continue Reading →

Jeena seekh jaunga..!

Khoya khoya rehta tha main khayalo main.. Tanha tanha rehta tha uljha sirf sawalo main.. Na rah thi kahi.. Na tha koi thikana.. Na zindagi thi kahi.. Na tha marne ka bahana.. Kahi kisi aur dekha to dikha sunehra ashiyaa.. Pas gaya to paya sirf aek bijda hua jahaa.. Jab maksat na raha tha zindaga... Continue Reading →

Blog at WordPress.com.

Up ↑